Munafiq poetry in Urdu munafiq Dost Shayari 2024

munafiq poetry in Urdu text

Munafiq Poetry in Urdu 30+ -if you find Munafiq Poetry in Urdu, you are in the right place—Hai Murshid Wo Chand Se Chehra bhi munafiq nikla, in best Roman English poetry. Best Munafiq log Poetry & Shayari. Read Munafiq dost, rishtedar, munafiq yaar shayari; in this section, read the 2 line chai Shayari Urdu Caption and other poetry on this website

Table of Contents

Munafiq poetry in Urdu text

we have collected unfortunate Munafiq Shayari in Urdu to express sad feelings with jealous friends and loved ones. This munafiq poetry is the best source to expose the munafiq log. If you like munafiq log poetry, please share it with your munafiq friends. 

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

اے زندگی! تجھ سا منافق بھی کوئی کیا ہوگا
تیرا شہکار ہوں اور تیرا ہی مارا ہوا ہوں میں

احمد فرید

Aye Zindagi Tujh Sa munafiq bhi koi kaya hoga
Tera Shahkar hoon tera hi mara hoa hoon main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

کس درجہ منافق ہیں سب کے سب اہل ہوس ثاقبؔ
اندر سے تو پتھر ہیں اور لگتے ہیں پانی سے ثاقبؔ

آصف ثاقب

Kis Darja Munafiq hai Sab ka Sab Ahle Hawas Saqib
Ander Sa to pathar hain Aur lagta hai pani Sa Saqib

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

تم مصلحت کہو یا منافق کہو مجھے خالد
دل میں مگر غبار بہت دیر تک رہا میرے

خالد ملک ساحل

Tum Maslehat kaho ya munafiq kaho mujhe khalid
Dil mein magar Gubar bahut der tak raha hai mere

munafiq dost poetry 

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

سلوک رکھتا ہے مجھ سے منافقوں جیسا وہ
تمام شہر میں جو معتبر زیادہ ہے سب سے

مسعود تنہا

Sulok rakhta hai mujhSe munafiqoon Jaisa wo
Tamam Shehron mein jo Moutobar zeyada ha Sab sa

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

مطلبی دنیا ہے اور
منافق دوست ہیں صاحب

Matlabi Duniya ha aur
Munafiq Dost hain Sahib

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

کڑوی ضرور ہوں میں :
منافق نہیں ہوں میں __!

Karvy Zaroor hoon main
Munafiq nahi hoon main

munafiq poetry in Urdu text

ہائے مرشد وہ چاند سے
چہرےبی منافق ہی نکلے

Hai Murshid Wo Chand Se
Chehra bhi munafiq nikla

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

کوئی منافقت سکھاﺅ مجھے لوگو
تاکہ رشتے نبھا سکوں ميں بھی….

Koi munafiqat Sikhao mujhe logo
Takah rishta Nibah Sakon main bhi

munafiq log poetry 

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ادب کیجیے ہماری ہنسی کا صفی

آپ کی منافقت کو چھپائے پھرتے ہیں ہم

Adab kejiye hamari Hansi ka Safi

Aap ki Munafiqat ki Chaupai phirta hai hum

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

اگر میں بد دماغ ہوں تو مجھ سے مت ملا کرو تم ✨
منافقوں سے یوں بھی میری آج تک بنی ہی نہیں ہے

Agar Main Bad dimag ho to mujh Sa mat mila kro tum
Munafiqoon Sa ye meri aaj tak bani hi nahi ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

منافق نہیں ہوں ،اور مکار نہیں ہوں میں ❤✌
اسی لیے تو شائد کسی کا یار نہیں ہوں میں

Munafiq nahi hoo aur makkar nahi hoo main
Isliye to Shayad kisi ka yaar nahi hoo main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہمیں کوئی پہچان نہ پایا قریب سے صفی
کچھ اندھے تھے اور کچھ اندھیروں میں تھے

Humain koi pechan na paya Qareeb Sa safi

Kuch Andha tha Kuch andheron main tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

کبھی کبھی میں تیرے بدلے ہوئے رویے پر..!!
میں اتنا ہنستا ہوں کہ رو پڑتا ہوں میں..!!

Kabhi kabhi main tera badla hua raweya par
Itna hansta ho kah roo parta hoon

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

عشق لایا تھا مجھے گھیر کے اپنی ہی جانب
اس منافق کا گریبان نہیں چھوڑوں گا میں تو

Ishq laya tha mujhe gheer ka apni janib
Is munafiq ka girban nahi choron ga main to

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

منافقت کا نصاب کو پڑھ کرمحبتوں کی کتاب لکھنا…
کتنا کٹھن ہےخزاں کے ماتھے پہ داستانِ گلاب کو لکھنا..

Munafiqat ka nisab ko phar kar mobahaton ki
kitab likhna

Kitna kathin hai khizan ka matha pa Dastan
gulab ko likhna

munafiq dost poetry in urdu 

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہم نے سیکھی نہیں ہے منافقت
جو زبان پر وہی دل پر ہے 

شفیق امتیاز

Hum na Seekhi hi nahi ha munafat
Jo Zuban par hai Wahi Dil par ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

دل آٹھ سا گیا ہے میرا
مرشد ۔۔
ان منافق لوگوں سے 

Dil Uth Sa gaya hai mera MurShid
In Munafiq logon Sa

munafiq poetry in urdu 2 line sms

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

سب کے مطابق ھو جاؤں ہاۓ
مطلب میں بھی منافق ھو جاؤں مرشدِ

Sab ka mutabik ho jao hai

Matlab main bhi munafiq ho jao murshid

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہمارے چہرے کی مسکراہٹ بھی صفی ☺
کتنے منافقوں کے لیئے موت ہے کا سبب ہے

Hamare chehre ki Muskurahat bhi Safi
Kitna munafiqoon ke liye mout ka Sabab ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

چھوڑو مرشد یہ سنگت کے روگ
مطلبی دنیا اور منافق لوگ

Choro murshid ye Sangat ka roog
Matlabi Duniya aur munafiq log

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

یہ آج کل کا کیسا منافقانہ دور ہے مرشدِ
میرے اپنوں کا ہى مجھے ہرانے میں بہت زور ہے

محمد بلال

Ye aaj kal kaisa munafiqana Dor ha murshid
Mera Apno ka hi mujhe harana main bahut zor hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہر ایک کی طبیت کے مطابق نہیں ہیں ہم مرشدِ
کڑوے ضرور ہیں ہم لیکن منافق نہیں ہیں ہم ❤

Har ek ki tabiyat ka mutabiq nahi hain hum murShid
Karvy Zaroor hain hum munafiq nahi hain hum

munafiq poetry in English

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text
ہر منافق کی آنکھ میں ہم مرشد…✌️

چُبھتے رہیں گے ہم دیکھنا….✨ انشاءاللّٰہ❤️

Har Munafiq ki Aankh main Hum Murshid
Chubta rahe ga hum dekhna inShaAllah

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

اور بتاؤ صاحب منافقت
کرکے خوش ہو نہ آپ

Aur Batao Sahib Munafiqat
Kar ka Khush ho Na aap

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جو لوگ ہمیں دیکھ کر جَلتے ہیں صفی ۔✌
انھیں_کَہنا کہ منافق
اَبھی تو ہم سَادگی میں ہی چَلتے ہیں۔

Jo log humein dekh kar jalte hain Safi
Unhain kehna Kah munafiq
Abhi to hum Sadgi main Chalta hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

بچھوؤں سے میں بچ گیا تو تتلیوں نےمجھ کو ڈس لیا
سانپ بھی اب تعزیت کو آرہے ہیں ہائے ہائے صفی

Bichon Sa mai bach gaya to titlion na mujh ko Dass liya
Saanp bhi App ki tazeyat ko Aa raha hain hai Safi

munafiq poetry in urdu sms

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

میں نے اخلاص کے شیشے میں لہوبھی پیش کیا
لیکن پھر بھی جو لوگ منافق تھے وہ منافق ہی رہے مرشد

Main na ikhlas ka Shesha main lahu bhi pesh kiya
Lakin phir bhi jo munafiq tha wo munafiq hi raha Murshid

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

دنیا گول ہے صفی
منافق ماحول ہے صفی

Duniya Gol.ha Safi
Munafiq Mahol ha Safi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہماری صفوں میں ❌مرشد جی
منافقوں کا احترام نہیں کیا جاتا ہے

Hamari Safon main Murshid G
Munafiqeen ka Ehtram nahi kiya jata ha

munafiq poetry in urdu text

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

مسکرا دیتا ھوں میں جب یہ سوچتا ھوں صفی
منافقوں کے ساتھ بھی مخلص رھا ھوں میں

Muskura Deta ho jab bhi ye Sochta hon Safi
Munafiqoon ka Sath bhi mukhlis raha hoon main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

munafiq poetry in Urdu text

ہم کل بھی عروج پر تھے مرشد جی اور آج بھی عروج پر ہیں
بس انداز بدلا ہے اور کچھ منافق یار بدلے ہیں مرشد جی..

Hum Kal bhi urooj par the Murshid g aur aaj bhi Urooj par hain
Bas Andaz badla hai aur kuch munafiq yar bhi badla hain murshid G

munafiq poetry in Urdu 2 line

conclusion,

munafiq’s poetry embodies the complexities and contradictions inherent in human nature. Through its verses, it delves into the themes of hypocrisy, duplicity, and moral ambiguity, shedding light on the facade often presented by individuals who conceal their true intentions and beliefs. Munafiq’s poetry critically comments on the societal norms and expectations that compel individuals to wear masks and hide their true selves for acceptance or gain. It challenges readers to reflect on the authenticity of their actions and relationships, urging them to strive for sincerity and integrity in all aspects of life.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *