Chahat shayari in hindi 2024 - Earn Money

Chahat shayari in hindi 2024

If you are looking for poetry about chahat Shayari in urdu, you are in the right place, Namsham. Share with your loved ones and tell them how much you love them. Chahat Shayari 2 line text “Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bohat hai lekin, Tujh se bichhad jaane ka darr bhi nahi jaata hai Safi”
Chahat Shayari in Urdu text on deep & heart-touching pictures in this website just for our audience

Chahat shayari in urdu

Chahat Shayari in Urdu. 2 line Chahat Shayari Urdu is excellent for you, and you can send it to your friends, girlfriends, and all your dear relatives to bring out their emotions and feelings.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Chahat shayari in urdu

دل کو تری چاہت پہ بھروسہ بھی بہت ہے لیکن
تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا ہے صفی

“Dil ko teri chahat pe bharosa bhi bohat hai lekin
Tujh se bichhad jaane ka darr bhi nahi jaata hai Safi”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Chahat shayari in urdu

عشق کو ایک عمر چاہئے صاحب
عمر کا کوئی بھی اعتبار نہیں

“Ishq ko ek umr chahiye sahib,
Umar ka koi bhi ehtibaar nahi.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Chahat shayari in urdu

جھوٹ پراس کے بھروسہ بھی کرلیا
دھوپ اتنی تھی کہ سایا کر لیا

“Jhoot par us ka bharosa bhi kar liya,
Dhoop itni thi ke saya kar liya.”

chahat shayari urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ اور بات کہ اقرار کر سکیں نہ کبھی
میری وفا کا مگر ان کو اعتبار تو ہے صفی

“Yeh aur baat ke iqraar kar sakein na kabhi,
Meri wafa ka magar un ko itbaar to hai Safi.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دیواریں چھوٹی ہوتی تھیں صفی لیکن پردہ ہوتا تھا
تالوں کی ایجاد سے پہلے صرف بھروسہ ہی ہوتا تھا

“Deewaren choti hoti thin Safi lekin pardah hota tha,
Talon ki ejad se pehle sirf bharosa hi hota tha.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میری طرف سے تو ٹوٹا نہیں کوئی رشتہ
کسی نے توڑ دیا اعتبار ٹوٹ گیا ہے

“Meri taraf se to toota nahi koi rishta,
Kisi ne tood diya hai itbaar, toot gaya hai.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کسی پہ کرنا نہیں اعتبار میری طرح جانم
لٹا کے بیٹھوگے صبر و قرار میری طرح جانم

“Kisi pe karna nahi itbaar meri tarah jaanam,
Luta ke baithoge sabr o qarar meri tarah jaanam.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھے ہے اعتبار وعدہ ہےلیکن
تمہیں خود اعتبار آئے یا نہ آئے

“Mujhe hai aitbaar, wada hai lekin,
Tumhe khud aitbaar aaye ya na aaye.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بہت قریب رہی ہے یہ زندگی ہم سے
بہت عزیز سہی اعتبار کچھ بھی نہیں ہے

“Mujhe hai itbaar, wada hai lekin
Tumhe khud itbaar aaye ya na aaye.”

chahat shayari sms

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں اس کے وعدے کا اب بھی یقین کرتا ہوں صاحب
ہزار بارجسے آزما لیا ہےمیں نے

“Main uske wade ka ab bhi yaqeen karta hoon sahib,
Hazaar bar jise azmaa liya hai maine.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اے مجھ سے فریب کرنےوالے
میں تجھ پہ یقین کرچکا ہوں اب

“Aye mujh se faraib karne wale,
Main tujh pe yaqeen kar chuka hoon ab.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عادتاً تم نے کر دیے ہیں وعدے
عادتاً ہم نے بھی اعتبار کیا

“Aadatan tum ne kar diye hain wade,
Aadatan hum ne bhi itbaar kiya.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ثبوت ہے یہ محبت کی سادہ لوحی کا صفی
جب اس نےوعدہ کیا ہم نےاعتبار کیا

“Saboot hai yeh mohabbat ki saada lohi ka Safi,
Jab usne wada kiya, hum ne itbaar kiya.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مجھ سے بگڑ گئے تورقیبوں کی بن گئی ہیں
غیروں میں بٹ رہا ہے میرااعتبار آج صفی

“Mujh se bigar gaye to raqeebon ki ban gayi hain,
Ghairon mein bat raha hai mera itbaar aaj Safi.”

chahat ki shayari

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یوں ملاقات کا یہ دور بنائے رکھیے صاحب
موت کب ساتھ چھوڑجائے بھروسہ کیا ہے

“Yun mulaqat ka yeh daur banaye rakhiye sahib,
Maut kab saath chhod jaye, bharosa kya hai.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

انسان کی نیت کا بھروسہ نہیں ہےکوئی
ملتے ہو تو اس بات کوتم ذہن میں رکھنا

Insaan ki niyat ka bharosa nahi hai koi,
Milte ho to is baat ko hamesha zehen mein rakhna.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اجنبی دنیا پہ میں کرتی بھروسہ کس طرح جانم
جب یقیں نےساتھ چھوڑا تو گماں چلتا رہا پھر

Ajnabi duniya pe mein karti bharosa kis tarah janam,
Jab yaqeen ne saath choda to gumaan chalta raha phir.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بھروسہ تو اپنی سانسوں کا بھی نہیں ہے
ہاے افسوس کہ _ ہم تم پہ کر بیٹھے صاحب

Bharosa to apni saanson ka bhi nahi hai,
Haye afsos ke hum tum pe kar baithe sahib.

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

میں خدا کو سناتا ہوں حالِ دل اپنا صفی ❤
میں زمیں زادوں پۂ بھروسہ نہیں کرتا اب

“Main Khuda ko sunata hoon, haal-e-dil apna saafi,
Main zameen zaadon pe bharosa nahi karta ab.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دھوکا کوئ ایک دیتا ہے صفی
بھروسہ سب سے اٹھ جاتا ہے

“Dhoka koi ek deta hai saafi,
Bharosa sab se uth jata hai.”

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Leave a Comment