Advertisement

Mobile Aur Screen Time Se Eyes Kaise Bachayen?

“Mobile screen time se aankhon ko bachane ke liye 20-20-20 rule follow karte hue insaan — eye care awareness image.”
Advertisement

Mobile Aur Screen Time Se Eyes Kaise Bachayein?

Aaj kal sab log mobile, laptop, ya phir TV ke samne ghante guzarte hai. Isse eye strain, headache, aur blurred vision hona aam baat hai. Lekin kuch simple aur choti aadatein da ke eye protection kiya ja sakta hai.

  1. Screen Brightness Kam Karein

Mobile ki brightness na hi zyada high ho aur na hi bilkul low ho. Auto-brightness ko on rakhein ya screen filter use karein.

  1. Blue Light Filter Ya Glasses Use Karein

Blue light filter mode on rakhein ya anti-blue glasses use karein. Blue light se soti waqt bhi aapka dimaag active rehta hai aise hi aapka sleep disturb hota hai.

  1. Blink More – Aankhein Jhapkayein

Screen dekhte waqt blink karna zyada hota hai jo eyes ko dry kar deti hai aur problem create kar sakti hai. Isse avoid karne ke liye har second mein aankhein halki jhapkayein ya artificial tears use karein.

  1. Proper Distance Aur Posture Rakhein

Screen eye level se slightly neeche ho.

  1. Vitamin A Wale Foods Khayen

Gajar, Palak, Anday, Makhan, Fish Oil — ye sab vision ko strong banate hain.

Conclusion

Mobile aur screen use ko poori tarah se avoid nahi kiya ja sakta hai, lekin right habits se eyes ko bachane ki koshish ki ja sakti hai.

Start practicing the 20-20-20 rule today. Adjust your screen brightness and enable blue light protection.

Healthy Eyes = A Better Life

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *