Best khamoshi poetry in Urdu 2 line 2024

 Read The Best Khamoshi Poetry in Urdu 2 line text SMS with Images at Namsham. Here, you get the fantastic collection of 20+ Khamoshi Shayari in Urdu text copy and paste—khamoshi Shayari. If you are looking for Khamoshi Shayari, you are on the right website. Khamoshi Poetry in Urdu and Khamoshi Shayari in Urdu are the same. Namsham brings a perfect collection of Urdu khamoshi Poetry. Now, you can read your favorite poetry at Namsham.

khamoshi poetry in Urdu SMS 

Khamoshi poetry in Urdu is the best way to express your feelings and emotions to your loved ones. If you like the poetry, please share it with your friends and family. Thanks for visiting our website.

For More:

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

خاموشیاں ہی بہتر ہیں صفی
لفظوں سے لوگ روٹھ جاتے ہیں

Khamoshiyan hi behtar hain Safi
Lafzon Se log rooth jata hai

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

اپنے حسن کوتم
تھوڑا سنمبھال کے رکھا کرو جاناں
کیونکہ لوگ ترستے ہیں چاند کو دیکھنے کیلئے

Apna Husn ko tum
Thora Sambhal kar rakhna janan
Kynka log tarasta hain Chand ko dekhna kaliye

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

حسن دیکھوں گا میں جاناں تمہاری آنکھوں کا
کچی نیند سے تمہیں جگا کر میں

Husn dekhunga main janan tumhari ankhon ka
Kachi neend Se jaga kar main

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

تمہاری تصویر کے لیے جاناں دنیا کا سب سے
خوبصورت فریم میری آنکھیں ہی ہیں

Tumhari Tasveer kaliya janan Duniya ka Sab Sa
Khobsourat frame meri aankhen hi hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

تیرا چلے جاناں اب ہمارے اندر سے شور کو لےگیا
جاناں اب ہم تو خود سے بھی بات تک نہیں کرتے

Tera Chale jana Ab hamara ander Sa Shor ko le gaya
Ab hum khud Se bhi baat tak nahi karta

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

درد وہ ظالم ایسے دے گیا ہم کو
خاموشیوں کے سوا اور کوئی چارا نہیں

Dard Wo Zalim Aesa Da gaya hum ko
KhamoShion ka Siwa koi Chara nahi

 Khamoshi Poetry in Urdu text

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

‏مانا کہ چرچے ہیں تری خوبصورتی کے چار سو جاناں
آدیکھ ہماری سادگی کہ قصے بھی کچھ کم نہیں ہیں

Mana ka charcha hai tera khobsorti ka Char Soo janan
Aa dekh hamari Sadgi ka Qissa bhi kuch kam nahi hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

رخسار کا تو پتہ نہیں آنکھیں خوب ہیں ان کی
دیدار ابھی نقاب سے آگے نہیں بڑھا جناب

RukhSar ka to pata nahi aankhen khoob hain Un ki
Dedar abhi niqab Sa agay nahi bhara janab

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

دھوکہ دیتی ہے حسین چہروں کی چمک اکثر صفی
ہر کانچ کے ٹکڑے کو ہیرا نہیں کہتے ہیں

Dhoka deti hai Haseen Cheron ki Chamak aksar Safi
har kanch ka tukda ko heera nahi kehta hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

دھڑکنیں بھی بے قابو ہو جاتی ہیں
وہ اک نظر جب اٹھا کر دیکھتا ہے ہم کو

Dhadkane bhi be kabo ho jati hain
Ik nazar jab wo utha kar dekhta hain humko

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

خاموشیاں بلا وجہ نہیں ہوتی ہیں جناب
کچھ درد آواز کو چھین لیتے ہیں

Khamoshiyan bila waja nahi hoti hain janab
Kuch dard awaz cheen leta hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

جو دیکھے اگر ڈوب جاے ان میں
سمندر جیسی لازوال آنکھیں ہیں جناب کی

Jo Dekha Doob jaye in main
Samander jaise aankhen hain janab ki

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

ساری دنیا کا حسن دیکھا ہے ہم نے۔۔۔۔
پھر بھی تم لاجواب لگتے ہو جناب۔۔۔۔۔۔

Sari duniya ka Husn dekha ha hum na
Phir bhi tum lajawab lagta ho

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

سب کلائی کی بات ہے جناب
چوڑیاں ورنہ کب حسین ہوتی ہیں

Sab kalai ki baat ha janab
Chorian warna kab Haseen hoti hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

بس اک بار دیکھا تھا ہم نے ان کو 🔥
اب میرا حال دیکھنے لوگ ہی آتے ہیں جناب⁦😇

Bas ek baar dekhna tha humne unko
Ab mera hal dekhna log aate hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

خاموش کرا گئے کچھ درد ہم کو
وگرنہ لوگ ہم کو بھی تو محفلوں میں سنا کرتے تھے

KhamoSh kara gaye kuch Dard humko
Wagarna log humko bhi to mehfilon main Suna karta tha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

اب تو ہم اپنی میں خاموش کہیں
وہ محفلیں زندگی کی ہار چکے ہیں

Ab to Hum apni main KhamoSh kahin
Wo mehfilan zindgi ki Har Chuka hain

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

‏حسن کو پردے کی کیا ضرورت ہے صفی
جو دیکھ لیتا ہے پھر وہ کہاں ہوش میں رہتا ہے

Husn ko parda ki kaya Zaroorat hai Safi
Jo dekh leta hai phir wo kahan hosh mein rehta ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

کیا تعریف کروں اس ظالم کے حسن کی
پوری کتاب تو بس اس کے ہونٹوں پے ختم ہو جاتی ہے

Kaya tareef karo main Us zalim ka huson ki
Pori kitab to Bas Uske Honton pe khatam ho jati ha

 Khamoshi Poetry in Urdu sms

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

پہلے ہی تو دل کے مریض تھے ہم
پھر اس کی گردن پہ ہاۓ کالا تِل ولّلہ

Pehla Hi to dil ka mareez tha hum
Phir Us ki Garden pe kala til wAllah

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

اس کے ہونٹوں کی سرخ لکیر جاناں
اور میں ہاۓ لکیر کا فقیر جاناں

Uske Honton Ki Surkh lakeer janan
Aur main Hai lakeer ka faqeer janan

 Khamoshi Poetry in Urdu for instagram

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

اب تو خاموش ہی رہ گئ ہے باقی جاناں
جب سے تیری محبت سے اعتبار اٹھا ہے

Ab to khamoShi hi Reh Gai ha janan
Jab Se teri Mohabbat Se aitbar utha ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

khamoshi poetry in Urdu SMS 

اس کے گاؤں کا حسن مت پوچھو ہم سے
چاند بھی وہاں کچے مکاں میں رہتا ہے

Us ka Gaon ka husn ka Mat pooch humSe
Chand bhi wahan Kacha makan main rehta ha

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Leave a Comment