Best 30+ Hazrat Ali quotes in urdu 

If you find Hazrat Ali Quotes in Urdu text SMS, you are in the right place at Namsham. تم لوگ تنہائی میں گناہ سے بچو , کیونکہ اس کا گواه الله کی ذات خود ہے These are the best sayings of Hazrat Ali Quotes in urdu sms. And these are life-changing things in our lives and all people’s lives. And these precious sayings are handy for you and your friends and dear relatives; they can change your life. Hazrat Ali quotes in Urdu Dosti. 

Hazrat Ali quotes in Urdu about love.

If you like the sayings of Hazrat Ali Quotes in Urdu text, share them with your friends and everyone. Hazrat Ali Quotes in Urdu 2 lines

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

حکمت مومن کی کھوئی ہوئی چیز ہے
اگر آپ کو منافق سے بھی ملے تو لےلو

حضرت علی

Hikmat momin ki khoe hoe Cheez ha
Agar aap ko munafiq se bhi mila le lo

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

تم لوگ تنہائی میں گناہ سے بچو
کیونکہ اس کا گواه الله کی ذات خود ہے

حضرت علی

Tum log tanhai main Gunah Sa bacho
Kyunki is ka Gawah Allah ki Zaat khud hai

Hazrat Ali

hazrat ali quotes in urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

گناہوں کے باوجود بھی اگر آپ کو نعمتیں ملتی رہیں
تو سمجھ جاؤ آپ کا حساب قریب اور سخت ہے

حضرت علی

Gunahon ke Bawjood bhi Agar ap ko naimatain milti rahe
To Samaj jao Ap ka Hisab Qareeb aur Sakht ha

Hazrat Ali

islamic quotes in urdu hazrat ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

ذلت اٹھانے سے بہتر ہے کہ
آپ لوگ تکلیف اٹھاؤ

حضرت علی

Zillat uthane Se behtar hai keh
Ap log takleef uthao

Hazrat Ali

hazrat ali quotes in urdu dosti

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Islamic quotes in Urdu Hazrat Ali 

ہر شخص کی قیمت وہ ہنر
جو اس کے اندر موجود ہوتا ہے

حضرت علی

Har Shakhs ki Qeemat wo hunor
Jo Us ka ander moujood hota ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

شہد کے علاوہ ہر میٹھی چیز میں زہر ہے
اور زہر کے سوا ہر کڑوی چیزمیں شفاء ہے @

حضرت علی

Shead ke ilawa har meethi cheez zehr ha
Aur zehr ki siwa hat karwi Cheez main Shifa ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

مومن وہ نہیں ہے جس کی محفل پاک ہو
مومن تو وہ ہے جس کی تنہائی پاک صاف ہو

حضرت علی

Momin Wo nahi ha jis ki mehfil pak ho
Momin to wo hai jis ki tanhai pak Saaf ho

Hazrat Ali

hazrat ali quotes about life

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

نفرت دل کا پاگل پن ہوتا ہے

حضرت علی

Nafrat Dil ka pagal pan hoti. Ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

بہترین تووہ انکھ ہے جو حقیقت کا سامنا کرے

حضرت علی

Behtreen to wo ankh hai Jo Haqeqat ka samna kare

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

تم اگر دنیا کو جیتنا چاہتے ہو
تو اپنے اندر نرمی پیدا کرو

حضرت علی

Tum agar Duniya ko jetna Chahta hu
To apna ander narmi paida Kro

Hazrat Ali

beautiful quotes of hazrat ali in urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

سب سے بڑا عیب یہ ہے اگر کہ تم کسی پر
وہ عیب لگاو جو تم میں موجود ہو اا

حضرت علی

Sab Sa bara aaib ye ha keh agar tum kisi par
Wo aaib lagao jo tum mein maujood hoo

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

پریشانی حالات سے نہیں بلکہ
خیالات سے پیدا ہوتی ہے

حضرت علی

PareShani Halat se nahi balke
Khayalat Se paida hoti ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

انسان زندگی سے اگر مایوس ہوتو کامیابی
بھی ناکامی میں نظر آتی ہے

حضرت علی

InSan Zindagi se agar Mayous ho
To kamyabi bhi nakami main nazar aati hai

Hazrat Ali

hazrat ali quotes in hindi

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

حرص سے روزی نہیں بڑھتی
بلکہ آدمی کی قیمت کم ہوجاتی ہے

حضرت علی

Hirs sa rozi nahi barthi
Balka aadmi ki Qemat kam ho jati ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عقل جیسی کوئی بھی دولت نہیں ہے اور جہالت جیسی کوئی
غربت نہیں ہے اور ادب و آداب جیسا کوئی میراث نہیں ہے
اور مشورے جیسا کوئی مددگار نہیں ہے

حضرت علی

Akal jaise koi bhi Daulat nahi hai Aur jahalat jaise
Koi Gurbat nahi hai aur Adab.o.adab jaisa koi
Meraas nahi hai aur mashware jaisa koi madadGar nahi ha

Hazrat Ali

hazrat ali quotes in urdu language

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

علم کے سوا دوسری باتوں میں
غورو فکر کرنا فضول ہے

حضرت علی

ilm ka siwa Dosri baton main
Gour.o.fikar karna fuzool ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

دوست کو دولت کی نگاہ سے تم کبھی مت دیکھو
وفا کرنے والے لوگ اکثر غریب ہوتے ہیں

حضرت علی

Dost ko Daulat ki nigah Se tum kabhi mat dekho
Wafa karne wale aksar gareeb hota hain

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

ہمیشہ ایسے شخص کو اپنایا کرو جو تم کو عزت دے
کیونکہ عزت تومحبت سے کئی زیادہ خاص ہوتی ہے

حضرت علی

Hamesha aise Shakhs ko apnaya kro jo tum ko izzat de
Kyu Ki izzat to Mohabbat se kai zeyada khas hoti ha

Hazrat Ali

hazrat ali quotes about life in urdu

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

عقل مند شخص ہمیشہ غم اور
فکر میں مبتلا رہتا ہے

حضرت علی

Aqal mand Shakhs hamesha Gham aur
Fikar mein mubtala rehta ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

افضل عبادت پاکدامنی حرام سے بچنا
اور بری عادت سے چھٹکارا پانا ہے

حضرت علی

Afzal ibadat pakDamni se bachna
Aur buri aadat se Chutkara pana ha

Hazrat Ali

hazrat ali quotes facebook

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

جب آنکھیں نفس کی پسندیدہ چیزوں کو دیکھنے لگ جائیں
تو دل انجام سے بے خبر ہوجاتا ہے علی کرم اللہ

Jab aankhen nafs ki pasandida cheezon ko dekhne lag jayen Ali karam ullah
To Dil anjam Se be. khabar ho jata hai

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

زندگی میں ہمیشہ تم سچ بولو
تاکہ کبھی بھی تمکو قسم کھانے کی ضرورت نا پڑے

حضرت علی

Zindgi main Hamesha tum Sach bolo
Taka kabhi bhi tumko Qasam khane ki zaroorat na pare

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اچھے لوگوں کا تمہاری زندگی میں آنا تمہاری قسمت میں ہے
اور ان کو سمبھال کر رکھنا تمہارا ہنر ہوتا ہے

حضرت علی

Acha logon ka tumhari zindagi mein aana tumhari Qismat main ha
Aur un ko Sambhal kar rakhna tumhara hunor hota ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

یہ دنیا بھی بہت عجیب ہے کہ ایمان دار کو بے وقوف
بے ایمان کو عقل مند اور بے حیا کو خوبصورت حسیں کہتی ہے

حضرت علی

Ye Duniya bahut ajeeb he keh imandar ko
be wakoof be iman ko Aqal mand Aur behiya ko khobsurat haseen kehti ha

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

کسی کے خلوص اور پیار کوتم اس کی بے وقوفی مت سمجھو
ورگرنا کسی دن تم خلوص اور پیارکو تلاش کروگے
اور لوگ تم کو بھی بے وقوف سمجھیں گے

حضرت علی

Kisi ka khaloos aur pyar ko tum Uski bewakoofi mat Samjo
Wagarna kisi Din tum khuloos aur pyar ko Talash karo ge
Aur log tumhain bewakoof samjhain Ga

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

اس دنیا میں سب سے زیادہ مشکل کام اپنی اصلاح کرنا ہے
اور آسان کام دوسروں پر تنقید کرنا

حضرت علی

Is Duniya mein Sabse zeyada mushkil kam apni Islah karna ha
Aur Aasan kaam Dosron par tanqeed Karna

Hazrat Ali

♦─━━━━━━⊱✿⊰━━━━━━─♦

Hazrat Ali quotes in Urdu 2-line text


In conclusion,

the quotes of Hazrat Ali ibn Abi Talib, the cousin and son-in-law of the Prophet Muhammad, are a treasure trove of wisdom, moral guidance, and spiritual insight. Known for his profound intellect, exemplary character, and deep spirituality, Hazrat Ali’s teachings continue to resonate with people of diverse backgrounds and beliefs. His quotes cover a wide range of topics including justice, compassion, patience, and the importance of self-reflection. Through his timeless words, Hazrat Ali imparts valuable lessons on the principles of righteousness, humility, and integrity, serving as a guiding light for individuals seeking moral and ethical guidance. Moreover, his emphasis on knowledge and intellect underscores the importance of lifelong learning and critical thinking in navigating life’s challenges. As humanity grapples with contemporary issues, the wisdom encapsulated in Hazrat Ali’s quotes remains as relevant and profound as ever, offering solace, guidance, and inspiration to those who seek it.


Leave a Comment